Papita ke Fayde :
• Papaya Weight Kam Karne me Bohot faydemand Hai isliye Jadatar tar Log Morning Walk se Aane ke Baad Papaya ka Juice Pina Pasand Karte Hai.
• Papita Heart Patient ke liye bahut Labhdayak Hota hai. Papaya Colosterol Kam Karne me madat karta Hai.
• Ise Khane se Heart ki HDL level badhti Hai to ise khana Heart ke liye bhi Gunkari mana Jata Hai.
• Papaya Khane se Immunity Boost hoti hai Aur Sharir ki Energy Level ko badhata Hai.
• Papaya me Badi Matra Me "Vitamin A" hota Hai to Papaya Ankh ke liye bhi Bohot Accha Hota Hai.
* Thandi ke Mousam me Ise Jada Khaya Jata Hai Kyun ki Papaya Garam Hota Hai.
*
0 Comments
Please Do Not Enter Any Spam Link in the Comment Box