New Recipes

6/recent/ticker-posts

Advertisement

Kitchen IRANI

NIMBU

 


Nimbu ke Fayde


• Nimbu me Badi matra me "Vitamin C" hota Hai. Vitamin C Human Body ke Liye Jaruri hota Hai aur Isse Immunity Badhti Hai.


• Jinhe Muhase, Pimples, Acne kisi bhi Tarah ki Skin Problem ho to Roj ek Nimbu Khane se Skin ke Sabhi Tarah ki samsya dur Hoti Hai.


•  jinke Masudo se Khun nikalta Hai, Nimbu Ka Sevan Karne se vo band ho Jayega.


•  Weight LoSs me bhi madat karta Hai isi liye Jinhe apna weight Loose karna Hai unke liye Nimbu Khana Bohot Faydemand Ho sakta Hai.


• Jinko Joint pain Jaise ki Ghutna, Kamar ka dard  Nimbu Khane se Kam hota Hai.


•  Nimbu me "Vitamin C" hone se  Jakham Jaldi bharne me madat karta Hai.


•   Bones ke liye bhi Vitamin C jaruri hota Hai, Iske Kami se Bones Tedhi ho jati Hai.


•   Nimbu me Iron Hota Hai Jo Khun ke liye Bohot jarur hota Hai.


•   Calcium hota Hai jisse dant aur Bones Banti Hai.


•   Nimbu Antioxidant hone ke Karan Immunity badhane me madat karta Hai.


•   Nimbu ke Sevan se Blood Pressure Kam Rahta Hai.


•  Roj ek Nimbu Khane se Skin Glow karti Hai.


•   Cancer hone se bhi bachata Hai.



Post a Comment

0 Comments