Nimbu ke Fayde
• Nimbu me Badi matra me "Vitamin C" hota Hai. Vitamin C Human Body ke Liye Jaruri hota Hai aur Isse Immunity Badhti Hai.
• Jinhe Muhase, Pimples, Acne kisi bhi Tarah ki Skin Problem ho to Roj ek Nimbu Khane se Skin ke Sabhi Tarah ki samsya dur Hoti Hai.
• jinke Masudo se Khun nikalta Hai, Nimbu Ka Sevan Karne se vo band ho Jayega.
• Weight LoSs me bhi madat karta Hai isi liye Jinhe apna weight Loose karna Hai unke liye Nimbu Khana Bohot Faydemand Ho sakta Hai.
• Jinko Joint pain Jaise ki Ghutna, Kamar ka dard Nimbu Khane se Kam hota Hai.
• Nimbu me "Vitamin C" hone se Jakham Jaldi bharne me madat karta Hai.
• Bones ke liye bhi Vitamin C jaruri hota Hai, Iske Kami se Bones Tedhi ho jati Hai.
• Nimbu me Iron Hota Hai Jo Khun ke liye Bohot jarur hota Hai.
• Calcium hota Hai jisse dant aur Bones Banti Hai.
• Nimbu Antioxidant hone ke Karan Immunity badhane me madat karta Hai.
• Nimbu ke Sevan se Blood Pressure Kam Rahta Hai.
• Roj ek Nimbu Khane se Skin Glow karti Hai.
• Cancer hone se bhi bachata Hai.
0 Comments
Please Do Not Enter Any Spam Link in the Comment Box